Mera Musafir Lyrics and Chords
Lyrics by Asfar Hussain
Performed by Bayaan
Verse 1
Em Bm
Kaale baadlon se chaand yun
C G D/F#
Kisko hai zameen pe taakta
Em Bm
Nikle rom rom se khushi
C G D/F#
Leke aansunon ka raasta
C D
Durr ik nadi k shor mein
Bm C
Behti hai rawaan zindagi
C D
Manchali hawa mein jhoomti
B7
Raat ye kahay,
D
Aane wali ab subha hai
G
Ankhon mein jo roshni hai
D
Aane wala kal haseen hai
C
Intezaar jiska tha vo
Hai aagaya
G
Chahe jesi bhi dagar ho
D
Khouf ho na ab fikar ho
C
Humsafar qaraar dil ko dila gaya
Em
Ankhon mein jo roshni hai
D
Aane wala kal haseen hai
C D
Intezaar jiska tha vo
Hai aagaya
Em
Chahe jesi bhi dagar ho
D
Khouf ho na ab fikar ho
C D
Humsafar qaraar dil ko
Music:
Verse 2
Em Bm
.. Ek ehsaas hai,
C G D/F#
Sardiyon ki dhoop si naram
Em Bm
Thaamay haath yun
C Em
Aik doosray ke saath hum
C D
Paar us nadi ke waqt bhi
Bm Em
Muntazir hai raah mein khada
C D
Manchali hawa k dosh pe,
B7
Rakh k hum qadam
D
Ud chalein naye jahan mein
G
Ankhon mein jo roshni hai
D
Aane wala kal haseen hai
C
Intezaar jiska tha vo
Hai aagaya
G
Chahe jesi bhi dagar ho
D
Khouf ho na ab fikar ho
C
Humsafar qaraar dil ko dila gaya
Em
Ankhon mein jo roshni hai
D
Aane wala kal haseen hai
C D
Intezaar jiska tha vo
Hai aagaya
Em
Chahe jesi bhi dagar ho
D
Khouf ho na ab fikar ho
C D
Humsafar qaraar dil ko dila gaya